Song Name – Aur Mohabbat Kitni Karoon
Music – Pritam
Lyrics – Sandeep Srivastava
Singer – Arijit Singh
Additional Vocals – Shreya Phukan
Check out Aur Mohabbat Kitni Karoon Song Lyrics from Metro…In Dino starring Aditya Roy Kapur, Sara Ali Khan, Ali Fazal, Fatima Sana Shaikh
Ehsaas ho ya na ho
Izhaar ho ya na ho
Tere bin main reh na paata hoon
Ye tujhse keh na paata hoon
Main aur mohabbat kitni karoon
Itni to mohabbat karta hoon
Main aur mohabbat kitni karoon
Itni to mohabbat karta hoon
Meri saans tujhse hai
Meri jaan tujhse hai
Tu na ho to darr sa jaata hoon
Jeete-jee main mar sa jaata hoon
Main aur mohabbat kitni karoon
Itni to mohabbat karta hoon
Main aur mohabbat kitni karoon
Itni to mohabbat karta hoon
Main bas itni fariyaad karun ki
Aankhen na namm ho meri teri yaadon mein
Na hi tu judaa ho kabhi sooni raaton mein
Phir bhi uthkar jaana tera
Aur na aana tera
Dhokhe ke hain naye salike
Tabhi kahoon main ki
Ikraar ho ya no
Takraar tujhse na ho
Tu meri yaar ho ya na ho
Bas gair mujhse na ho
Main kal bhi tujhse tha raazi
Main aaj bhi haami bharta hoon
Main aur mohabbat kitni karoon
Itni to mohabbat karta hoon
Main aur mohabbat kitni karoon
Itni to mohabbat karta hoon