Ab mere paas sirf badla hai
Ateeth ko sirf yaad rakho … vartamaan ko parkho … aur bhavishya ka chinta karo
Bade aadmi ko maarne waala aur bhi bada ban jaata hai
Darr ko badla mein badal jaane ke liye … waqt nahi lagta
Main marne se nahi … usse maare bina marne se darta hoon
Main maarne ko tayaar hoon … aur uske liye marne ko bhi tayaar hoon
Maut sirf shareer ki hoti hai … sooch ki nahi
Woh mujhe maarna chahta hai … aur mujhe usse maarna padega
Pehle usse harana hai … aur phir maarna hai
Todne se nahi … dushmano ko jodne se taqat banti hai
Makaan banao … baatein nahi
Mera raasta ab sirf tere raaste mein aana hai
Har koi joh uski madad kare ya madad karne ki sooche bhi … udhaa do
Meri taqat bano … kamzoori nahi