Thursday, July 24, 2025

Atithi Tum Kab Jaoge? Movie Dialogues

Jeena haraam kar diya hai hamara … sabun, towel, bedroom, bathroom … poore ghar pe kabza kar chuka hai

Bahu, bahu … apne guni haathon se chawal bana do, saath mein daal … chaar paanch parathe … aur do ek sabzi … zyada kasht mat uthana

Yeh mehmaan naamak jeev bahut hi khunkhar hota hai … khoon choos leta hai

Atithi woh prani hota hai … jiske na aane ki tithi hoti hai, na jaane ki

RELATED ARTICLES

Latest